Ek lamha jo baar baar satata hai
na jaane yeh dil kya chahta hai.
Kaash aap hote hamari nazron k saamne
par yeh kaash
kaash hi reh jata hai.
*************
Sache dil se karo fariyaad to
Duniya ki har ek cheez milti hai.
Jis par khuda ki rehmat ho jaye
Use kaanto me bhi khushbu milti hai.
*************
Koi achi si saja do mujhko
chalo bhula do mujhko.
Tumse dosti tute us din maut aa jaye mujhko
dil ki gahraiyon se dua do mujhko.
*************
Hating hundred right persons
may not even touch your heart,
but loving one Wrong person
will leave you a brokn heart
throughout ur life !!!
*************
Shararat na hoti
Shikayat na hoti
Nainon me kisi ke
Nazakat na hoti
Na hoti bekarari
Na hote hum tanha
Agar jahan me kambakht
Ye mohabat na hoti
Na hote ye sapne
Ye khwabon ki duniya
Kisi ko chahat ki
Tamanna na hoti
Na julfo ki chaya
Na phulon ki khushbu
Yadon me unki
Ye rate na kat ti
Jo na hoti mohabat
Ye ansu na hote
Dil bhi na khota
Aj tanha na rota
Diwanon si apni
Ye halat na hoti
Agar jahan me kambakht
Ye MoHoBBaT na hoti.
*************
Na wakt hai itna ki sylabus pura kiya jae
na tarkib koi ki exam pas kiya jae.
Na jane kaun sa dard diya hai is padhai ne
na roya jaye
aur na soya jaye.
Friday, August 31, 2007
Jal Uthata hain....
Kabhi hum bheegte hain chaahton ki tez baarish mein........
Kabhi barson nahi milte kisi halki si ranjish mein........ ..
Bohut hain zakham is dil mein magar ek zakham aisa hai......
Jal uthata hai raaton mein jo lota deta hai baarish mein......
Saturday, August 25, 2007
ఎన్నిసార్లు అస్తమించడానికైనా నేను సిద్ధమే..!
కదలిపోయే కెరటంలా
సాగిపోయే నావలాంటి నా జీవితాంలో
ఆశల హరివిల్లు పూయిస్తూ ఆప్యాయంగా
పలకరించిన మిత్రమా..
అరుణోదయ సంధ్య లోగిలిలో
సుఖ దు:ఖాల జీవిత సంగమంలో
చివరకు మిగిలేది మిగిలేది మితృలే
మరో సూర్యుడు నాకోసం ఉదయిస్తే..
నేను మరో జన్మలో మనిషిగా జన్మిస్తే,
నీలాంటి స్నేహితురాలి మమతానురాగాల కోసం

మనసుకి తెలీదా ఒక చిరు కలయిక
మనసుకి తెలీదా ఒక చిరు కలయిక,
చెప్పలెధా ఆది ఎటు వంటి కలయికో,
తల్లిగా కాదా చెల్లిగా కాదా ,
లేక మనసుకి నచ్చినా మాధుర్య
చిరు స్నేహితురలే కాదా.
అధియ్యేమీ భావానో కలిగిన తరువాత,
చెరగని, మారని ,మాధుర్యానుభూతి ఏ,
కదా చిన్ని చిన్ని అబద్దాలు
ఒక్కోసారి మనసుకి కలిగిస్తాయి,
చిరు గిలిగింత మన్శుకే తెలియని,
ఒక పులకింత చెప్పగలవా నేస్తామా!!
నా నవ్వే నాకు ప్రాణం
నవ్వుతూనే ఉండాలి అని కోరుకుంటాను
అలానే నవ్విస్తూ నే ఉండాలని ఆశిస్తూ ఉంటాను.!!
తెలియని మనసుకి రాని భావం ఉండునా,
కలిగిన ఆ ప్రతి భావనా ఇలలో కలఏన
జరగదని తెలియదా ఓ చిన్ని మనసు
మనసుకి చాలా భావాలు, తెలియనివి,
కొన్ని ఉన్న, తెలిసినవే ఎన్నో కదా .!!!
అని ఎలా చెప్పగలను నా మనసు లోని వేదన,
తెలిసినా తెలియని ఒక సన్నని ధారగా,
ఊగిసలాదే ఈ చిన్ని జీవితానికి కావలనా,
ఇన్ని ఆలోచనలు చెప్పాలని ఉన్న ఎలా
తెలుప గలదు తన మనసు తనకే అని,!!!!
ఆశల వేగాన్ని అందుకోలేని నేను
కావ్యాన్ని అందుకో గలనా
సెలయేటి గల గల లో వినిపించే నాదాన్ని వేగాన్ని
చూడగలనా కనిపించే ఒక చిన్ని భవనా నీకు ఇడియే వందనం.!!!

Friday, August 24, 2007
Waqt Nahi!!!
Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.
Din Raat Daudti Duniya Mein,
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,
Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nahi.
Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.
Saare Naam Mobile Mein Hain,
Par Dosti Ke Lye Waqt Nahi.
Gairon Ki Kya Baat Karen,
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Aankhon Me Hai Neend Badee,
Par Sone Ka Waqt Nahi.
Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.
Paison ki Daud Me Aise Daude,
Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi.
Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Tu Hi Bata E Zindagi,
Iss Zindagi Ka Kya Hoga,
Ki Har Pal Marne Walon Ko,
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi.......
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.
Din Raat Daudti Duniya Mein,
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,
Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nahi.
Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.
Saare Naam Mobile Mein Hain,
Par Dosti Ke Lye Waqt Nahi.
Gairon Ki Kya Baat Karen,
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Aankhon Me Hai Neend Badee,
Par Sone Ka Waqt Nahi.
Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.
Paison ki Daud Me Aise Daude,
Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi.
Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Tu Hi Bata E Zindagi,
Iss Zindagi Ka Kya Hoga,
Ki Har Pal Marne Walon Ko,
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi.......
DOSTI
- Kaho to ek lafz
- Mano to bandagi
- Dubo to gehra sagar
- socho to Zindagi
- karo to aasan
- Nibhao to Mushkil
- Bhikhre to sara Zahan
- Simte to sirf aap
- Mano to bandagi
- Dubo to gehra sagar
- socho to Zindagi
- karo to aasan
- Nibhao to Mushkil
- Bhikhre to sara Zahan
- Simte to sirf aap
Wednesday, August 22, 2007
Labo pe aaj
Labo pe aaj unka naam AA gaya,
Pyase k haath jaise jaam AA gaya,
Dole kadam to gira unki baahon me jaakar,
Aaj hamara peena hi hamare kaam AA gaya.
Pyase k haath jaise jaam AA gaya,
Dole kadam to gira unki baahon me jaakar,
Aaj hamara peena hi hamare kaam AA gaya.
TUM SE KEH NA PAYE
Tumhain chaha hai shidat se magar tum se kehna paaye
Base hain Dil main mudat se magar tum se kehna paaye
Tumhari aankhon ne jo chahre pe likha hua dekha hai
Woh kehna tha tum se fursat se magar tum se kehna paaye
Yeh Dil dete hue hum ko tumhain taqeed karni thi
Is Dil ko rakhna hifazat se magar tum se kehna paaye
Tumhain kehna tha yeh humne Mohabbat cheez hai aisi
Nahi milti hai jo daulat se magar tum se kehna paaye...

Jiyo Hazaron Ke Liye
Ban Sahara be-saharo ke liye
Ban kinara be-kinaro ke liye
Jo jeeye apne liye toh kya jeeye
Jee sakke toh jee hazaro ke liye
Ban kinara be-kinaro ke liye
Jo jeeye apne liye toh kya jeeye
Jee sakke toh jee hazaro ke liye
Monday, August 20, 2007
Jab Lage Zakhm
Jab lage zakhm to Qaatil ko dua di JaYe...
Hai Yehi rasm to Yeh rasm uthaa di JaYe...
Hum se Poocho shayari kya hai, Shayari ka mazaa kya hai...
Chaar lafzon men koi aah chupa di Jaye...
Hai Yehi rasm to Yeh rasm uthaa di JaYe...
Hum se Poocho shayari kya hai, Shayari ka mazaa kya hai...
Chaar lafzon men koi aah chupa di Jaye...
Sunday, August 19, 2007
A gift without measures
Every special person who touches our life,
Leaves their own unique mark on our heart.
A mark which can never be chizzled away,
Even if the years eventually pull us apart.
We can take on their expressions and such,
The more we share of ourselves together.
It's those little things about another person,
Which can remain a part in us forever.
People who we have met throughout our life,
Become a part of the person who we are today.
We learn and we grow from the relationships;
Each one touching us, in it's own special way.
We laugh about spending too much time together,
When we think we have become like each other.
But it just shows how much we've been touched,
By the relationship we have found with another.
Those special people who can touch our lives,
Are like precious jewels amongst life's treasures.
They shine on us and leave a lasting impression;
An unique mark on our heart;
A gift without measures.

Meri Dil Ki Baatein
Hamesha Muskura Ke Aansuon Ko Chhupaya,
Gam Ko Chhupane Ka Yehi Rasta Nazar Aaya,
Kis Kis Ko Batate Behte AshQon Ka Sabab,
Ke Dard-E-Dil Dil Mein Kisne Jagaya,
Mehfilon Mein Kahin Bhi Maza Na Raha,
Rakha Dil Pe Pathar To Khud Ko Sajaya,
Baat Be-Baat Apni Aahein Daba Kar,
Yaaron Ke Darmiyan Kis Qadar Muskuraya,
Na Thi Chaah Kabhi Mujhe Mankashi Ki,
Jaam-E-Wafa Kisi Bewafa Ne Pilaya,
Kya MuQaddar Se Shikwa Karte Rahein,
Jo Kismat Mein Tha Wohi Kuch To Paya,
Ye Kis Mod Pe Aa Gayi Hai Ummidein,
Ke Saaya-E-Manzil Nazar Mein Na Aaya,
Apno Ne Palat Ke Dekha Tak Nahi,
Gairon Ne Aakar Gale Se Lagaya,
Achha Hua Ke Raaz Khul Hi Gaya,
Dil-E-Nadaan Pe Khanjar Kisne Chalaya,
Shab-O-Roz Chahat Sila Ye Hai Tanha,
Dil Ke Tukde Hue Wo Chunne Na Aaya...

Subscribe to:
Posts (Atom)